Doctor woh daath ki thi...
Doctor woh daath ki thi...
par ilaj mera dil ka kar gayi.
Daath me dard tha...
isleye uske clinic me, me tha.
Usne dekh ke kaha root canal karna padega...
mene bola woh kitne ka padega ?.
Dekhiye yeah procedure hai 2 din ka...
aapko aana padega 90-90 minutes din ka.
Aapke daath me hai infection...
isleye hume nikalna padega tooth ka pulp fiction.
600 rupaye ka kam socha tha...
Par 6000 ka phatka lag gaya.
Nuksan bohut bada hogaya...
par koi baat nahi ise bahane mujhe agale mulakat ka appointment mil gaya.
Keh rahi thi agli baar kisi ko saath me lana.
lagta hai usee hai uske saas se milna...
Doctor toh woh daath ki thi...
par ilaj mera dil ka kar gayi.
Comments
Post a Comment